
Kuch Bhi Bikta Hai!
Sell anything!
Assalam-o-Alaikum! Kya aap ko apne boutique, online brand ya personal use ke liye aik aala aur maahir stitching and Handmade Zari embroidery team ki zaroorat hai? Hum Kasur or Gajjumata/Kahna (Lahore) ke ilaqa mein aik tajurbarkaar team hain jo har qisam ke ladies suits, party wear, kurtis aur fancy dresses bhatreen finishing aur fitting ke sath tayyar karti hain. Hamari Khususiyaat: Ap k dey huwy sample ki Tara same Sample ready Kar k dena. Boutique standard ki safai aur finishing. Waqt par delivery ki mukammal guarantee. Bulk orders aur single orders dono ke liye rabta karein. Quality check ke liye aap pehla sample piece bhi banwa sakte hain. Raabta karein: [(View phone number) whatsapp] Location: Gajjumata / Kahna, Lahore